aaz ka dusra vichar......aaz ka mahan parv sikhata h ki prem se bdi dunia mein koi bhi chiz nhi hoti,ram ko krishan ko rahim,kabir nanak,yeeshu,mohmmad sbhi prem ki bhasha ko ek hi lekhni se likhte hein,prem se her samasya k smadhan ho sakta h,aaz pure vishw ko prem ki sabse zyada zrurat h,prem ke aage paisa sampantaa sab gon ho jate hein,ram ko na paisa pasand tha na raj path ka koi bhi lalach tha,haan unhe prem pasand tha,do shabd hein per asankhy samsayon ko dur kerne ka madha h prem mein,prem dhan ho to koi chinta nhi,isko na to choron ka der h,na samaj ka...........prem aap ke anter mein hi h,bas usse nikalna h,kosish to kerni hi hogi,itna pacca h kosish kerne walo ki kbhi har nhi hoti................kya aap bhi mante hein aisa